Mast hua barbad hua Ishq ka kalma yad hua

11 months ago
18

Mast hua barbad hua Ishq ka kalma yad hua
Mast hua barbad hua Ishq ka kalma yad hua
Soat pay lag gaya taat ka tokra
Boot ka tasma toota
Ishq nay he fankaar banaya
Ishq nay he mjh loota
Ishq nay he fankaar he banaya
Ishq nayhe mjh loota
Phir mein mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua
Mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua
Man mein basi loban ki khushbo
Itar bitar sab bhoola
Zaat aqeeda raak ho gae
Ishq ka chal gaya choola
Topi utri tasbi tooti
Dhool pay rask hua
Ishq mera tavez ban gaya
Dil pay naqsh hua
Mjh pay lag gae tohmat shohmat
Mein badnaam hua
Gana bajana, nachna nachana mera kam hua
Gana bajana, nachna nachana mera kam hua
Phir mein mast hua, barbadd hua ishq ka kalma yad hua
Mast hua, barbadd hua ishq ka kalma yad hua
Rishtay natay door ho gae fan ban gae lakhon
Duniya mare pechay or mein ishq k peachay bhagon
Ishq he lagaya ishq palang hai ishq hai mera bistar
Ishq he Oron Ishq he pehnu, Ishq hy mare chadar
Aqlon valay marain tanay, ye to dewana hai
Mein to ashiq hun logon mjhy doob k jana Hai
Mein to ashiq hun logon mjhy doob k jana
K mein to mast hua barbaad hua .
Ishq ka kalma yad hua
Mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua
Suit pay lag gaya taat tak tokra
Boot ka tasma toota
Ishq nay he fankar banaya
Ishq nay he mjhy loota
Ishq nay he fankar banaya
Ishq nay he mjhy loota
Mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua
Mast hua barbaad hua
Ishq ka kalma yad hua

Loading comments...