Maharani - Karun feat. Arpit Bala, ReVo LEKHAK | Par gaati gaane sirf mere waale | Qabool Hai

8 months ago
65

Maharani - Karun feat. Arpit Bala, ReVo LEKHAK | Par gaati gaane sirf mere waale | Qabool Hai

👍𝙇𝙞𝙠𝙚 This video
↪️𝙎𝙝𝙖𝙧𝙚 This video
▶️Follow my Channel
📝𝘾𝙤𝙢𝙢𝙚𝙣𝙩 down your reaction
🔔Turn 𝙊𝙉 the bell to get notifications

Audio Credits:
Vocals: Karun, Arpit Bala & Revo Lekhak
Lyrics: Karun, Arpit Bala & Revo Lekhak
Compositions: Karun, Arpit Bala, Revo Lekhak & Lambo Drive
Music: Lambo Drive
Guitars: Faizan Rahman
Arrangement and Mix by: Nanku
Mastered by: Raghav
Project Manager: Rijul Seth [Prodigy 360]
Executive Producer: Teesri Duniya

(Lyrics):
[Chorus: Karun]
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door

[Verse 1: Arpit Bala]
Haan ji haan ji de do mic pe lightup hai
Bolna bohot kuch toh khol li bottle hai
And I swear to god this ain't that liquor talk
Mujhe nahi karna flex par ye bandi aisi
Gunguna hi deti meri gaane sunke
Maano ratke baithi mere verse ye saare
Bandi boycut rapper ispe line hai ladko ki
Par gaati gaane sirf mere waale
Bhai sach main bolu toh ye bandi set hai
Na ye fooke maal aur na ye karti diet hai
Mera dil bhi dekhe puche kon hai bhai
Main kehta bhai to bhai ye tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tujhe dekh ke pighal sa jaata main
Fikar unki jo rahe teri galiyon mein
Haanji rehti tu band kamro mein si
Kabhi dekh le khud ko tu seeshe mai
Haan ji nazre utaar tu seesh se
Aankhein aise jaise kanche aur kainchi hai
Baaki saari ab lagti hai feeki si
Tu hi tu aur tu hi andhere si
Rehta tha behka par tere diwano se darta tha thoda sa
Thoda toh main bhi
Ab tere diwano sa rehta hu behka
Tere kanche si aankho mein rehta hu behka sa

[Refrain: Karun]
Maharani jaisi tu bal khati jaati hai
Maharani jaisi tu mujhe samajh mein aati hai
Aana jaana laga rehta aana jaana
Laga rehta aana jaana
Laga rehta aana jaana
Aana jaana laga rehta aana jaana
Laga rehta aana jaana
Laga rehta aana jaana laga rehta

[Verse 2: ReVo LEKHAK]
Yo waake teri chupni ma chodke chan ban
Scooby dooby aankhein ma teri ve jali shaam
No teru gon teru pata ni bas yaad krte maya ke chaye teri tu chey meri baan
Haan
Likh dun chaar lakh kisse uss raat pe jis raat ke deewane main aur mera Dil
Tere peeche main ghaalib
Khaati hai plan ye aashiqi saazish mein rakhta ki hanji
Par inn usulo ka main ban chuka kaatil
In usulo ki hai khud se jaan li
Haanji
Tu jaanti hai kyu
Naam Tera jaanta ni
Jaan na hu chahata lekin puch nahi pata
Shit jaanta ni kyu
Ye pyaar thaa ya moh I'm confused
Jo line aajka rhyme raha kari na mehsoos
Tujhke dekhne se pehle
Aur dekh le bina shayad fir na ho paya mehsoos
Ya nasha tujhe dekhne se fele
Tabhi yaad teri jaam samajh to phasa ek rakhu tujhe chupake mehfooz
Ab tu pyaar le ya jaan le mujhe sab hai qubool
Mujhe sab hai qubool
[Chorus: Karun]
Door na Jana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na Jana tu mujhse door (Door na jana)
Door na Jana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na Jana tu mujhse door

[Verse 3: Karun]
Hello hello mic check check check check
Meri aankhein tujhe karne lagi hai check
Teri baatein mujhe karne lagi hai stress
Kamar teri oo baby karne lagi impress
Dress we'll have sex well ishara make it right
Have fun make chill and jana phuke aaj samajh Na sake mujhe koi bhi yaha pe bina chune haina phuka pura loota jahan ne mujhe
Kasmo mein vaadon mein jaane ka shauk nahi hai
Karmo mein jaadu dekha tabhi peeche khada
Tere shaagid bane haazir hue ghalib bane zaalim
Hue haal dil ka ye kaatil
Hue baaton se baaton se hi Malik hue
Maharani tere aadi hue
Rani maharani tere aadi hue

[Outro: Karun & ReVo LEKHAK]
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Aana jana laga rehta aana jana laga rehta
Aana jana laga rehta aana jana laga rehta
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Maharani jaisi tu bal khaati jaati hai
Maharani jaisi tu mujhe samajh mein aati hai
Maharani jan tu
Maharani jan tu
Maharani jaisi tu bal khaati jaati hai
Maharani jaisi tu mujhe samajh mein aati hai
Maharani jan tu
Maharani jan tu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Aana jana laga rehta aana jana laga rehta
Aana jana laga rehta aana jana laga rehta

#indianhiphop #newmusic #lyrics
_____________________________________________

DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair Use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
_____________________________________________
Thanks For Watching ❤️❤️

Loading comments...