Husn - Anuv Jain | Mere husn ke ilawa Kabhi dil bhi maang lo na

7 months ago
23

HUSN - Anuv Jain | Mere husn ke ilawa Kabhi dil bhi maang lo na

👍𝙇𝙞𝙠𝙚 This video
↪️𝙎𝙝𝙖𝙧𝙚 This video
▶️Follow my Channel
📝𝘾𝙤𝙢𝙢𝙚𝙣𝙩 down your reaction
🔔Turn 𝙊𝙉 the bell to get notifications

Credits -
Anuv Jain
Original Video : https://youtu.be/gJLVTKhTnog?si=bQK-QmhnGPAGXEfy

HUSN lyrics -

Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki Hain saath par Hain saath na bhi Kya itni aasaan hain?

Dekho Dekho Jaise mere iraaday Waise kahaan Tere yahan the Haan kitni naadan main

Chorus 1

Mere husn ke ilawa Kabhi dil bhi maang lo na Haye pal mein Main pighal jaun haan

Ab aisa na karo Ke dil judna paye wapis Teri baaton Se bikhar jaun haan

Mana zamana hai deewana Isilye tune na jana Tere liye main Kaafi hoon

Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar Atey ho kyun masoom ban kar? Tere liye main Kya hi hoon?

Chorus 2

Phir aatey kyun yahan Karne aankhon mein Ho baarish? Ab aye Toh theher jao na

Aur poocho na zara Mere din ke bare mein bhi Bas itne mein Sambhal jaun haan

Haan ek din Kabhi koi Jab bhi padhe Kahani teri
Lagta mujhe Mere naam ka Zikr kahin Bhi hoga nahin

Bridge

Haan Main yahin Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho

Dekho yeh dil ka haal kya Hothon se hota na bayan Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho

Kaisa naseeb hai mera Milke bhi na mujhe mila Meri yeh aankhon mein Aankhon mein toh dekho

Paragraph 3

Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein Chahe bhi dil toh bhi na jeete Main iss daud mein nahin

Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki Baatein yahi dekhoon jahan bhi Main is daur se nahin

_____________________________________________

DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair Use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
_____________________________________________
Thanks For Watching ❤️❤️

Loading comments...