Salat UN Nabee ka Maanne aur Ahmiyat - Durood pak Series 1/9 - RABIULAWAL SPECIAL - Maulana Ishaq

9 months ago
13

Salat UN Nabee ka Maanne aur Ahmiyat - Durood pak Series 1/9 - RABIULAWAL SPECIAL - Maulana Ishaq
Salat UN Nabee ka Maanne aur Ahmiyat - Durood pak Series 1/9 - RABIULAWAL SPECIAL - Maulana Ishaq
#maulanaishaq #duroodsharif #rabiulawal
Salat UN Nabee ka Maanne aur Ahmiyat - Durood pak Series 1/9 - RABIULAWAL SPECIAL - Maulana Ishaq

Lecture # 1
title : Salat UN Nabee ka Maanne aur Ahmiyat

Date: 13/04/2007

Language Medium: Punjabi

Main Topic: Salat-ul-Nabee ki Ahmiyat

Quranic Ayaat: Surah Ahzab Ayat#56

Outlines of the Lecture
Time Slot (00:00 -------------------- 15:05)
Allah or usk Frishty Nabee par salat or Salam bhjty Han to tum b aap par salat or Salam bhjo.
Darood or durood me farak.
Nabee ka sajda or Jibreel ki durood k bary me khushkhabri.
Allah ki neemat or pakeeza cheezo ka istemal kro Allah ny un sy mana nai farmaya.
Jo Nabee par aik bar durood bhjy ga Allah bhe us pay 10 bar salat bhjy ga
Jis mehfil me Allah or usk Rasool ka tazkara nai qiyamat waly din wo mehfil unk liye azab ka baais bany gi.

Time Slot (15:07 -------------------- 26:27)
Salat kia hy uski tafseel

Time Slot (26:28-------------------- 37:44)
Namaz or salat kia hy uski tafseel.

Time Slot (37:45-------------------- 41:24)
Allah ki salat or rehmatain nazal hoty han ki tafseel.

Time Slot (41:25-------------------- 47:20)
Nabee par durood padhny sy unk rutby me izafa hota hy.

Time Slot (47:21-------------------- 56:50)
Nabee par durood wo padhy ga jis shakhs k dil me Rasool ki tazeem ho gi.
Agr Allah sy muhabbat kro gy to Allah bhe tum sy muhabbat kry ga.
Jis ny Nabee par durood nai padha wo aisa hy jaisa jannat k rasty sy sirak Jana.

#duroodsharif
#salatosalam
#maulanaishaq
#muftiishaq
#rabiulawal

Loading comments...