Unlocking Wipro's Potential: A Comprehensive Analysis | Financial Fintech

9 months ago
7

Unlocking Wipro's Potential: A Comprehensive Analysis | Financial Fintech
• Hello doston swagat hai aapka aapke Apne YouTube channel financial fintech me
• Is video mein ham vipro company ka complete analysis karne ja rahe Hain jismein ham company ke strength weakness opportunity aur threates ko bhi dekhenge
• Pahle ham baat karte hain company ki shuruaat ki Wipro company Bharat ke tisri Sabse badi IT company hai iske alava TCS Bharat ki Sabse badi. Or Infosys Bharat ki dusri Sabse badi IT company hai.
• Wipro company ka headquarter Bengaluru mein hai iski shuruaat 1949 mein hui thi vipro ka pura naam western India plam refinery oils limited hai
• Recent me company ko Western India products limited ke naam se bhi Jana jata hai
• Is company ki nev Hm Hasan Premji ne Rakhi thi
• Vartman mein is company ke Jo chairman hai vah hai rished Prem ji Jo Aziz Prem ji ke bete Hain
• Maharashtra se refinery oil se apne business ki shuruaat ki thi 1966 mein h m Hasan ji ka nidhan hua tab Ajim Prem ji ne apne pita ki Virasat ko sambhala aur ko business takeover Kiya unhone or personal care ke product main bhi apna kadam Rakha jismein unka sabse famous product jo hai vah santur shop tha Jo use samay market ke 40 % share ko hold Karta tha
• 1981 mein Wipro ne IT sector mein apna kadam rakh Diya tha jismein unhone hardware product banana shuru Kiya ......
#wipro share news
#wipro share history
#wipro share latest news
#wipro share analysis
#wipro share target
#wipro share bonus history,wipro

Loading comments...