How did KALPANA CHAWLA die? | NASA had hidden such a big secret of Kalpana Chawla

1 year ago
12

How did KALPANA CHAWLA die? NASA had hidden such a big secret of Kalpana Chawla

कल्पना चावला की मौत कैसे हुई | NASA ने छुपा लिया था KALPANA CHAWLA का इतना बड़ा राज़

🌟Hello, Main is video mein share karne wala hun Kalpana Chawla ki death story. Space Kai saalo se logon ke liye ek bahut hi mysterious sawal bana hua hai. Jisse suljhane ke liye haar saal na jane kitne astronauts apni jaan ko jhokhim mei daal kar space shuttle se space mei jaate hai aur ek rahasya ko suljhate hai.

Space mei jaana kewal rashtriya ke liye hi nahi balki puri duniya ke liye ek nai misal hoti hai kyonki ab Puri duniya universe ke rahasyon ke aur kareeb ho jaati hai.Aisa hi kuch kar dikhane ka sapna ek female astronaut mei bhi tha, par wo kamyab ho nahi payi. Aur duniya ne kho Diya ek anmol heera.

1 february 2003, STS 107 ke sath hue us dardnak haadse ne duniya bhar ke logon ki aankhon mein nami ke badal lehra diya. Yeh wohi din tha jab Kalpana Chawla aur unke 6 crew members ki dharti par wapas aate hue spacecraft mein aag lagne se maut ho gayi. Par kaun tha is maut ka zimmedar?
Kya NASA ko pehle se is anhoni ke hone ka dar tha? Kyu hone di NASA ne Kalpana Chawla ki maut?

Aaj is video mei hum aapke kuch aise hi sawalon ke jawab lekar aaye hai. Aur agar aapko is tarah se sawalon ka jawab jante rehna hai to aap hamare channel ko like aur subscribe jarur kijiye. Sath hi bell icon daba kar updates paate rahiye.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
ツ HOPE YOU GUYS ENJOY THIS VIDEO!
👉 If you enjoy this video, Please like and share it.
👉 Don't forget to subscribe to this channel and press the bell 🔔 for more updates.
⌨ Tell us your opinion in the comments below and what video you want next.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Copyright Disclaimer: - Under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is mad for FAIR USE for purpose such a as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright statues that might otherwise be infringing. Non- Profit, educational or personal use tips the balance in favor of FAIR USE.
#kalpanachawla #kalpana #space #isro #nasa #space #farmainformative #india

Loading comments...