Allama Iqbal Ki Shayari | Bal-e-Jibril 018 | Urdu Poetry Collection

1 year ago
25

Allama Iqbal Ki Shayari | Bal-e-Jibril 018 | Urdu Poetry Collection"

Is video mein hum aapke liye lekar aaye hain Allama Iqbal ki shaandaar shayari ka ek hissa. 'Bal-e-Jibril' ki 18th nazm mein Allama Iqbal ki gehri soch aur Urdu adabi hoon ka rang bharta hai. Allama Iqbal ki shaayri mein khud-ko-pehchan, roohaniyat aur insan ki kamaal ki khoj ko explore kijiye. Urdu adabi duniya mein ek anmol raushanai."
POERTY IN VIDEO WITH ENGLISH URDU TRANSLATION

Kehta Hun Wohi Baat Samajhta Hun Jise Haq
Ne Abla-e-Masjid Hun, Na Tehzeeb Ka Farzand

 God‐filled, I roam, speaking what truth I see
No fool for priests, nor yet of this age’s fry.

Apne Bhi Khafa Mujh Se Hain, Begane Bhi Na-Khush
Main Zehar-e-Halahil Ko Kabhi Keh Na Saka Qand

My folk berate me, the stranger does not love me:
Hemlock for sherbet I could never cry;

Mushkil Hai Ke Ek Banda’ay Haq Been-o-Haq Andesh
Khashaak Ke To De Ko Kahe Koh-e-Damawand

How could a weigher of truth (True Believer)
See Mount Damawand and think a common refuse‐heap as high?

Hun Atish-e-Namrood Ke Shaolon Mein Bhi Khamosh
Main Band’ay Momin Hun, Nahin Dana’ay Aspand

In Nimrod’s fire faith’s silent witness,
Not like mustard‐seed in the grate burned sputteringly - I am a True Momin - God's Man

Pursoz-o-Nazarbaz-o-Nikobeen-o-Kam Azar
Azad-o-Giraftar-o-Tehi Keesa-o-Khorsand

Blood warm, gaze keen, right‐following, wrong‐forswearing,
In fetters free, prosperous in penury

Har Haal Mein Mera Dil-e-Be Qaid Hai Khurram
Kya Cheenay Ga Gunche Se Koi Zauq-e-Shakar Khand !

In fair of foul untamed and light of heart
Who can steal laughter from a flower’s bright eye?

Chup Reh Na Saka Hazrat-e-Yazdan Mein Bhi Iqbal
Karta Koi Iss Banda’ay Gustakh Ka Munh Band !

Will no one hush this too proud thing Iqbal
Whose tongue God’s presence‐chamber could not tie!

Allama Iqbal Ki Shayari
Urdu Poetry Collection
Bal-e-Jibril 018
Iqbal Shayari
Allama Iqbal Poetry in Urdu
Inspirational Urdu Shayari
Khud Ko Pehchan Shayari
Urdu Adabi Duniya
Roohaniyat
Insan Ki Kamaal Ki Khoj
Classic Urdu Poetry
Pakistani Shayar
Urdu Shayar
Shayari Collection
Iqbal's Literary Work
Iqbal's Philosophy
Urdu Literature
Poetry Recitation
Thought-Provoking Shayari
Iqbal Day

#AllamaIqbal
#UrduShayari
#Bal-e-Jibril
#IqbalPoetry
#InspirationalPoems
#UrduAdab
#ShayariCollection
#Roohaniyat
#UrduKalam
#PoetryRecitation
#IqbalDay
#ClassicUrduPoetry
#PakistaniPoets
#KhudKoPehchan
#UrduLiterature
#ThoughtProvokingShayari
#Spirituality
#PhilosophicalPoetry
#SelfDiscovery
#UrduPoetryLovers

Loading comments...