113-Qur'an Class : Surat Al-ِAnam (Ayat No. 137 to End) ki TAFSEER (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

1 year ago
52

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 || Khutbah Aur Durood !!

02:13 || Introduction !!

02:28 || Ayat 137: " Aur issi tarah boht say mushrikeen kay khayal mein unn kay maboodon ney unn..."

07:43 || Ayat 138: " Aur woh apney khayal per yeh bhi kehtay hain kay yeh kuch mawashi hain..."

09:34 || Ayat 139: " Aur woh kehtay hain kay jo cheez inn mawashi kay pet mein hai woh..."

11:09 || Ayat 140: " Waqaee kharabi mein parr gaye woh log jinhon ney apni aulad ko mehaz barah-e-himaqat..."

11:49 || Ayat 141: " Aur wohi hai jiss ney baghaat peda kiye woh bhi jo tattiyon per charhaye..."

13:50 || Ayat 142: " Aur mawashi mein oonchay qad kay aur chotay qad kay (peda kiye) jo kuch..."

15:30 || Ayat 143: " (peda kiye) aath narr-o-maada yani bhair mein do qisam aur bakri mein do qisam..."

17:49 || Ayat 144: "Aur oont mein do qisam aur gaye mein do qisam aap kahiye kay kiya Allah..."

19:18 || Ayat 145: " Aap keh dijiye kay jo kuch ehkaam ba-zariya wahee meray pass aaye hain unn..."

21:20 || Ayat 146: " Aur yahun per hum ney tamam nakhun walay janwar haram ker diye thay aur..."

24:11 || Ayat 147: " Phir agar yeh aap ko kaazib kahen to aap farma dijiye kay tumhara rab..."

24:46 || Ayat 148: " Yeh mushrikeen (yun) kahen gay kay agar Allah Taalaa ko manzoor hota to na..."

32:42 || Ayat 149: " Aap kahiye kay bus poori hujjat Allah hi ki rahi. Phir agar woh chahata..."

34:01 || Ayat 150: " Aap kahiye kay apney gawahon ko lao jo iss baat per shahadat den kay..."

35:12 || Ayat 151: " Aap kahiye kay aao mein tum ko woh cheezen parh ker sunaon jin (yani..."

39:13 || Ayat 152: " Aur yateem kay maal kay pass na jao magar aisay tareeqay say jo kay..."

42:28 || Ayat 153: " Aur yeh kay yeh deen mera raasta hai jo mustaqeem hai so iss raah..."

45:41 || Ayat 154: " Phir hum ney musa (alh-e-salam) ko kitab di thi jiss say achi tarah amal..."

46:29 || Ayat 155: " Aue yeh kay aik kitab hai jiss ko hum ney bheja bari khair-o-barkat wali..."

46:45 || Ayat 156: " Kahin tum log yeh na kaho kay kitab to sirf hum say pehlay jo..."

47:42 || Ayat 157: " Ya yun na kaho kay agar hum per koi kitab nazil hoti to hum..."

48:57 || Ayat 158: " Kiya yeh log sirf iss amar kay muntazir hain kay inn kay pass farishtay..."

50:17 || Ayat 159: " Be-shak jin logon ney apney deen ko juda juda ker diya aur giroh giroh..."

51:14 || Ayat 160: " Jo shaks nek kaam keray ga uss ko uss kay das gunah milen gay..."

51:50 || Ayat 161: " Aap keh dijiye kay mujh ko meray rab ney aik seedha raasta bata diya..."

52:22 || Ayat 162: " Aap farma dijiye kay bil yaqeen meri namaz aur meri sari ibadat aur mera..."

52:44 || Ayat 163: " Uss ka koi shareek nahi aur mujh ko issi ka hukum hua hai aur..."

53:08 || Ayat 164: " Aap farma dijiya kay kiya mein Allah kay siwa kissi aur ko rab bananey..."

54:17 || Ayat 165: " Aur woh aisa hai jiss ney tum ko zamin mein khalifa banaya aur aik..."

#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...