112-Qur'an Class : Surat Al-ِAnam (Ayat No. 113 to 136) ki TAFSEER (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

1 year ago
10

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 || Khutbah Aur Durood !!

02:26 || Introduction !!

02:46 || Ayat 113: " Aur takay uss ki taraf unn logon kay quloob maeel hojayen jo aakhirat per..."

04:25 || Ayat 114: " To kiya Allah kay siwa kissi aur faisla kerney walay ko talash keroon halankay..."

05:55 || Ayat 115: " Aap kay rab ka kalaam sachaee aur insaf kay aetabaar say kaamil hai iss..."

07:09 || Ayat 116: " Aur duniya mein ziyada log aisay hain kay agar aap unn ka kehna mannay..."

21:32 || Ayat 117: " Bil yaqeen aap ka rab unn ko khoob janta hai jo iss ki raah..."

22:02 || Ayat 118: " So jiss janwar per Allah ka naam liya jaye uss mein say khao! Agar..."

22:47 || Ayat 119: " Aakhir kiya waja hai kay tum aisay janwar mein say na khao jiss per..."

33:18 || Ayat 120: " Aur tum zahiri gunah ko bhi chor do aur baatini gunah ko chor do...."

34:09 || Ayat 121: " Aur aisay janwaron mein say mat khao jin per Allah ka naam na liya..."

40:39 || Ayat 122: " Aisa shaks jo pehlay murda tha phir hum ney uss ko zinda ker diya..."

42:02 || Ayat 123: " Aur issi tarah hum ney her basti mein wahan kay raeeson hi ko jaraeem..."

43:26 || Ayat 124: " Aur jab inn ko koi aayat phonchti hai to yun kehtay hain kay hum..."

44:38 || Ayat 125: " So jiss shaks ko Allah Taalaa raastay per daalna chahaye uss key seenay ko..."

46:20 || Ayat 126: " Aur yehi teray rab kay seedha raasta hai. Hum ney naseehat hasil kerney walon..."

46:51 || Ayat 127: " Inn logon kay wastay inn kay rab kay pass salamti ka ghar hai aur..."

47:15 || Ayat 128: " Aur jiss roz Allah Taalaa tamam khalaeeq ko jama keray ga (kahey ga) aey..."

50:00 || Ayat 129: " Aur issi tarah hum baaz kuffaar ko baaz kay qarib rakhen gay unn kay..."

51:27 || Ayat 130: " Aey jinnaat aur insanon ki jamat! Kiya tumharay pass tum mein say hi payghumbar..."

52:35 || Ayat 131: " Yeh iss waja say hai kay aap ka rab kissi basti walon ko kufur..."

53:56 || Ayat 132: " Aur her aik kay liye unn kay aemaal kay sabab darjay milen gay aur..."

54:13 || Ayat 133: " Aur aap ka rab bilkul ghani hai rehmat wala hai agar woh chahaye to..."

54:55 || Ayat 134: " Jiss cheez ka tum say wada kiya jata hai woh be-shak aaney wali cheez..."

55:18 || Ayat 135: " Aap yeh farma dijiye kay aey meri qom ! Tum apni halat per amal..."

Loading comments...