109-Qur'an Class : Surat Al-ِAnam (Ayat No. 74 to 94) ki TAFSEER (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

1 year ago
6

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 || Khutbah Aur Durood !!

02:28 || Introduction !!

02:46 || Ayat 74: " Aur woh waqt bhi yaad kerney kay qabil hai jab ibrahim (alh-e-salam) ney apney..."

08:44 || Ayat 75: " Aur hum ney aisay hi tor per ibrahim (alh-e-salam) ko aasmanon aur zamin ki..."

09:19 || Ayat 76: " Phir jab raat ki tareeki unn per cha gaee to unhon ney aik sitara..."

12:44 || Ayat 77: " Phir jab chand ko dekha chamakta hua to farmaya kay yeh mera rab hai..."

13:25 || Ayat 78: " Phir jab aftab ko dekha chamakta hua to farmaya kay yeh mera rab hai..."

14:11 || Ayat 79: " Mein apna rukh uss ki taraf kerta hun jiss ney aasman-o-zamin ko peda kiya..."

14:59 || Ayat 80: " Aur unn say unn ki qom ney hujjat kerna shuroo kiya aap ney farmaya..."

16:30 || Ayat 81: " Aur mein inn cheezon say kaisay darron jin ko tum ney shareek banaya hai..."

19:24 || Ayat 82: " Jo log eman rakhtay hain aur apney eman ko shirk kay sath makhloot nahi..."

24:11 || Ayat 83: " Aur yeh humari hujjat thi woh hum ney ibrahim (alh-e-salam) ko unn ki qom..."

25:23 || Ayat 84: "6.84. Aur hum ney unn ko ishaq diya aur yaqoob her aik ko hum ney..."

27:33 || Ayat 85: " Aur (naiz) zakriya ko aur yahya ko aur essa ko aur ilyas ko sab..."

27:48 || Ayat 86: " Aur naiz ismail ko yasaa ko aur younus ko aur loot ko aur her..."

28:16 || Ayat 87: " Aur naiz inn kay kuch baap dadon ko aur kuch aulad ko aur kuch..."

28:37 || Ayat 88: " Allah ki hidayat hi hai jiss kay zariye apney bandon mein say jiss ko..."

35:23 || Ayat 89: " Yeh log aisay thay kay hum ney unn ko kitab aur hikmat aur naboowat..."

36:33 || Ayat 90: " Yehi log aisay thay jin ko Allah Taalaa ney hidayat ki thi so aap..."

37:44 || Ayat 91: " Aur inn logon ney Allah ki jaisi qadar kerna wajib thi wesi qadar na..."

41:16 || Ayat 92: " Aur yeh bhi aisi hi kitab hai jiss ko hum ney nazil kiya hai..."

43:41 || Ayat 93: " Aur uss shaks say ziyada kaun zalim hoga jo Allah Taalaa per jhoot tohmar..."

48:17 || Ayat 94: " Aur tum humaray pass tanha tanha aagaye jiss tarah hum ney awwal baar tum..."
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...