117-Qur'an Class : Surat Al-ِA'araaf (Ayat No. 29 to 43) ki TAFSEER (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

1 year ago
6

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 || Khutbah Aur Durood !!

02:27 || Introduction !!

02:49 || Ayat 29: " Aap keh dijiye kay meray rab ney hukum diya hai insaf ka aur yeh..."

06:12 || Ayat 30: " Baaz logon ko Allah ney hidayat di hai aur baaz per gumrahi sabit hogaee..."

10:38 || Ayat 31: " Aey aulad-e-aadam! Tum masjid ki her hazri kay waqt apna libas pehan liya kero...."

15:42 || Ayat 32: " Aap farmaiye kay Allah Taalaa kay peda kiye huye asbaab-e-zeenat ko jin ko uss..."

18:37 || Ayat 33: " Aap farmaiye kay albatta meray rab ney sirf haram kiya hai inn tamam fahash..."

27:03 || Ayat 34: " Aur her giroh kay liye aik miyaad-e-moyyen hai so jiss waqt inn ki miyaad-e-moyyen..."

28:55 || Ayat 35: " Aey aulad-e-aadam! Agar tumharay pass payghumbar aayen jo tum hi mein say hon jo..."

30:06 || Ayat 36: " Aur jo log humaray inn ehkaam ko jhutlayen aur inn say takabbur keren woh..."

31:30 || Ayat 37: " So uss shaks say ziyada zalim kaun hoga jo Allah Taalaa per jhoot banadhay..."

34:58 || Ayat 38: " Allah Taalaa farmaye ga jo firqay tum say pehlay guzar chukay hain jinnaat mein..."

39:15 || Ayat 39: " Aur pehlay log pichlay logon say kahen gay kay phir tum ko hum per..."

42:44 || Ayat 40: " Jin logon ney humari aayaton ko jhutlaya aur inn say takbbur kiya unn kay..."

47:08 || Ayat 41: " Unn kay liye aatish-e-dozakh ka bichona hoga aur unn kay upper (issi) ka ordhna..."

47:46 || Ayat 42: " Aur jo log eman laye aur nek kaam kiye hum kissi shaks ko uss..."

50:55 || Ayat 43: " Aur jo kuch inn kay dilon mein (keena) tha hum uss ko door ker..."
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...