138-Qur'an Class : Surat At-Taobah (Ayat No. 60 to 64) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

1 year ago
5

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
0:00:00 - Start & Introduction !!

02:27 - Ayat 60: Zakaat k 8 Masarif !! Zakaat ki Ahmiyyat !! Zakaat kis cheez pe deni !!
17:15 - Masarif # 1-2: Fakeer aur Miskeen !!

17:57 - Masarif # 3: Zakaat k Aamileen !! Zakaat Aikathay karnay walay !!

19:03 - Masarif # 4: New Muslims aur Jinko Islaam ki taraf lana ho !!

21:27 - Masarif # 5: Ghulamo ko Azaad karna !! Gardan Churanay walay ko !!

23:10 - Masarif # 6: Maqrooz ka Qarza !! Zakaat say Qarza dena !!

25:07 - Masarif # 7: Allah ki Raah mei (Fee sabee lillah) !! Jihaad aur Qitaal k liye Zakaat !! Fiqh Hanfi ka issue, Malik Banan zaroori hai ??

32:44 - Masarif # 8: Musafir !! Madaris mei Bacho k sath zyadti !!

47:08 - Ayat 61: Rasool Allah ko Munafiqeen ka Takleef dena ??

50:53 - Ayat 62: "Mehaz tumhen khush kerney kay liye tumharay samney Allah ki qasmen kha jatay hain..."

52:00 - Ayat 63: "Kiya yeh nahi jantay kay jo bhi Allah ki aur uss kay rasool ki..."

52:33 - Ayat 64: "Mufiqon ko her waqt iss baat ka khutka laga rehta hai kay kahin musalmanon..."
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...