140-Qur'an Class : Surat At-Taobah (Ayat No. 73 to 84) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

1 year ago
19

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 - Start & Introduction !!

01:30 - Ayat 73: "Aey nabi! Kafiron aur munafiqon say jihad jari rakho aur inn per sakht hojao..."

04:02 - Ayat 74: "Yeh Allah ki qasmen kha ker kehtay hain kay enhon ney nahi kaha halankay..."

09:36 - Rasool Allah ﷺ pe Munafiqeen ka Qatilana Hamla ??

26:33 - Ayat 75: "Inn mein woh bhi hain jinhon ney Allah say ehad kiya tha kay agar..."

27:32 - Ayat 76: "Lekin jab Allah ney apney fazal say enhen diya to yeh iss mein bakheeli..."

33:54 - Ayat 77: "Pus iss ki saza mein Allah ney inn kay dilon mein nafaq daal diya..."

37:31 - Ayat 78: "Kiya woh nahi jantay kay Allah Taalaa ko unn kay dil ka bhed aur..."

38:02 - Ayat 79: "Jo log inn musalmanon per taanaa zani kertay hain jo dil khol ker kheyraat..."

40:34 - Ayat 80: "Inn kay liye istaghfaar ker ya na ker. Agar tu satter martaba bhi inn..."

42:43 - Ayat 81: "Peefchay reh janey walay log rasool Allah (PBUH) kay janey kay baad apney bethay..."

45:49 - Ayat 82: "Pus enhen chahaiye kay boht kum hansen aur boht ziyada royen badlay mein uss..."

54:14 - Ayat 83: "Pus agar Allah Taalaa aap ko inn ki kissi jamat ki taraf lota ker..."

58:20 - Ayat 84: "Inn mein say koi marr jaye to aap uss kay janazay ki hergiz namaz..."
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...