145-Qur'an Class : Surat Younus (Ayat No. 01 to 18) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

1 year ago
22

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza
0:00:00 - Start & Introduction !!

02:14 - Surat Younus Introduction !!

06:42 - Ayat 1: "Alif-laam-raa ye pur hikmat kitab ki aayaten hain."

07:21 - Ayat 2: "Kiya inn logon ko iss baat say tajjub hua kay hum ney inn mein..."

10:42 - Ayat 3: "Bila shuba tumhara rab Allah hi hai jiss ney aasmanon aur zamin ko cheh..."

14:43 - Ayat 4: "Tum sab ko Allah hi kay pass jana hai Allah ney sacha wada ker..."

17:46 - Ayat 5: "Woh Allah Taalaa aisa hai jiss ney aftab ko chamakta hua banaya aur chand..."

20:00 - Ayat 6: "Bila shuna raat aur din kay yakay baad deegray aaney mein aur Allah Taalaa..."

21:28 - Ayat 7: "Jin logon ko humaray pass aaney ka yaqeen nahi hai aur woh dunyawi zindagi..."

23:34 - Ayat 8: "Aisay logon ka thikana unn kay aemaal ki waja say dozakh hai."

24:21 - Ayat 9: "Yaqeenan jo log eman laye aur unhon ney nek kaam kiye unn ka rab..."

25:14 - Ayat 10: "Unn kay mun say yeh baat niklay gi “ subhan Allah ” aur unn..."

28:08 - Ayat 11: "Aur agar Allah logon per jaldi say nuksan waaqay ker diya kerta jiss tarah..."

30:12 - Ayat 12: "Aur jab insan ko koi takleef phonchti hai to hum ko pukarta hai letay..."

32:58 - Ayat 13: "Aur hum ney tum say pehlay boht say girohon ko halak ker diya jabkay..."

33:36 - Ayat 14: "Phir unn kay baad hum ney duniya mein bajaye unn kay tum ko janasheen..."

34:26 - Ayat 15: "Aur jab inn kay samney humari aayaten parhi jati hain jo bilkul saaf saaf..."

42:02 - Ayat 16: "Aap yun keh dijiye kay agar Allah ko manzoor hota to na to mein..."

49:26 - Ayat 17: "So uss shaks say ziyada kaun zalim hoga jo Allah per jhoot bandhay ya..."

51:37 - Ayat 18: "Aur yeh log Allah kay siwa aisi cheezon ki ibadat kertay hain jo na..."

Loading comments...