147-Qur'an Class : Surat Younus (Ayat No. 34 to 59) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

1 year ago
14

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 - Start & Introduction !!
02:42 - Ayat 34: "Aap kahiye kay tumharay shurka mein koi aisa hai kay haq ka raasta batata..."
05:20 - Ayat 35: "Aur inn mein say aksar log sirf gumaan per chal rahey hain. Yaqeenan gumaan..."
09:22 - Ayat 36: Ilm ko Chor Apnay Khayalat/Gumaan ki Perwi karna ??
15:03 - Ayat 37: Quran Jesi Koi aur Kitaab ??
15:00 - Ayat 38: "Bulkay aisi cheezon ki takzeeb kerney lagay jiss ko apney ehaat-e-ilmi mein nahi laye..."
21:21 - Ayat 39: "Jo log inn say pehlay huye hain issi tarah unhon ney bhi jhutlaya tha..."
22:58 - Ayat 40: "Aur inn mein say baaz aisay hain jo iss per eman ley aayen gay..."
26:23 - Ayat 41: "Aur agar aap ko jhutlatay rahen to yeh keh dijiye kay meray liye mera..."
27:40 - Ayat 42: "Aur inn mein say baaz aisay hain jo aap ki taraf kaan lagaye bethay..."
29:02 - Ayat 43: "Aur inn mein baaz aisay hain jo aap ko takk rahey hain. Phir kiya..."
31:22 - Ayat 44: "Yeh yaqeeni baat hai kay Allah logon per kuch zulm nahi kerta lekin log..."
31:44 - Ayat 45: "Aur inn ko woh din yaad dulaiye jiss mein Allah inn ko (apney huzoor)..."
32:29 - Ayat 46: "Aur jiss ka inn say hum wada ker rahey hain uss mein say kuch..."
33:34 - Ayat 47: "Aur her ummat kay liye aik rasool hai so jab unn kay woh rasool..."
36:37 - Ayat 48: "Aur yeh log kehtay hain kay yeh wada kab hoga? Agar tum sachay ho."
37:01 - Ayat 49: "Aap farma dijiye kay mein apni zaat kay liye to kissi nafay ka aur..."
38:08 - Ayat 50: "Aap farma dijiye kay yeh batlao kay agar tum per Allah ka azab raat..."
38:49 - Ayat 51: "Kiya phir jab woh aa hi paray ga uss per eman lao gay. Haan..."
39:43 - Ayat 52: "Phri zalimon say kaha jayega ka hamesha ka azab chakho. Tum ko to tumharay..."
40:12 - Ayat 53: "Aur woh aap say daryaft kertay hain kay kiya azab waqaee sach hai? Aap..."
41:05 - Ayat 54: "Aur agar her jaan jiss ney zulm (shirk) kiya hai kay pass itna ho..."
42:19 - Ayat 55: "Yaad rakho kay jitni cheezen aasmanon aur zamin mein hain sab Allah hi kay..."
42:50 - Ayat 56: "Wohi jaan dalta hai aur wohi jaan nikalta hai aur tum sab ussi kay..."
42:59 - Ayat 57: "Aey logo! Tumharay pass tumhara rab ki taraf say aik aisi cheez aaee hai..."
44:21 - Ayat 58: "Aap keh dijiye kay bus logon ko Allah key iss inam aur rehmat per..."
50:58 - Ayat 59: "Aap kahiye kay yeh to batao kay Allah ney tumharay liye jo kuch rizq..."

#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...