Hum Madine mai tanha nikal jaye ge | Faslon ko Takalluf Hai humse Agar Lyrics | old Memories lyrics

1 year ago
20

LIKE | SHARE | SUBSCRIBE | ZAROOR kijeye ga.

Please Support My 👇 Channel
https://youtube.com/c/TechIrfanofficial

HUM MADINE MAI TANHA NIKAL JAYE GE | FASLON KO TAKALLUF HAI HUMSE AGAR LYRICS | OLD MEMORIES NAAT

Faslon ko Takalluf Hai humse Agar Lyrics
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Say
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayengay
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Say
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayengay
Hum Madinay Mein Tanha Nikal Jayengey
Aur Galiyon Mein Kus Dun Batak Jayengey
Hum Wahan Jakey Wapas Nahin Ayengay
Dhoondtay Dhoondte Loog Thak Jayengey
Hum Wahan Jakey Wapas Nahin Ayengay
Dhoondtay Dhoondte Loog Thak Jayengey
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Ayega
Bandagi Ka Kareena Badal Jaye Ga
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Ayega
Bandagi Ka Kareena Badal Jaye Ga
Sar Jhukane Ki Fursat Milay Gi Kisey
Khud Hi Palkon Say Sajdey Tapak Jayengey
Sar Jhukane Ki Fursat Milay Gi Kisey
Khud Hi Palkon Say Sajdey Tapak Jayengey
Naam E Aaka Jahan Bhi Liya Jayega
Zikr Unka Jahan Bhi Kiya Jayega
Naam E Aaka Jahan Bhi Liya Jayega
Zikr Unka Jahan Bhi Kiya Jayega
Noor Hi Noor Seeno Mein Bhar Jayega
Sari Mehfil Mein Jalwe Lapak Jayegey
Noor Hi Noor Seeno Mein Bhar Jayega
Sari Mehfil Mein Jalwe Lapak Jayegey
Aie Madinay Kay Zahir Khuda Ke Liye
Dastaan E Safar Mujko Yoon Mat Suna
Aie Madinay Kay Zahir Khuda Ke Liye
Dastaan E Safar Mujko Yoon Mat Suna
Baat Bhar Jayegi Dil Tarap Jayega
Meray Mohtat Ansoo Chalak Jayegay
Baat Bhar Jayegi Dil Tarap Jayega
Meray Mohtat Ansoo Chalak Jayegay
Unki Chashme Karam Ko Hai Iski Khabar
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shaukey Safar
Unki Chashme Karam Ko Hai Iski Khabar
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shaukey Safar
Humko Iqbal Jab Bhi Ijazat Mili
Hum Bhi Aaqa Kay Darbar Tak Jayegeney
Humko Iqbal Jab Bhi ijazat Mili
Hum Bhi Aaqa Kay Darbar Tak Jayegeney
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Se
Raaste Mein Agar Paon Tak Jayengey.

*Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use

Loading comments...