Tere Hawaale Lofi | tere hawale lofi | lofi | arijit singh |

1 year ago
25

Mainu chadeya
Ishq mein rang tera
Ikk ho gaya
Ang mera, ang tera
Rabb mileya jadd mileya
Maahi mainu sang tera

Naa hoke bhi kareeb tu
Hamesha paas tha
Ke sau janam bhi dekhta
Main tera raasta

Naa hoke bhi kareeb tu
Hamesha paas tha
Ke sau janam bhi dekhti
Main tera raasta

Jo bhi hai sab mera
Tere hawale kar diya
Jism ka har ruaan
Tere hawale kar diya

Dekha zamaana saara bharam hai
Ishq ibaadat ishq karam hai
Mera theekana tere hi dehleez hai

Ho main hoon deeware
Chhat hai piya tu
Rabb ki mujhe nemat hai piya tu
Mere liye tu barkat ka taveez hai

Zara kabhi meri nazar se
Khud ko dekh bhi
Hai chaand mein bhi daag par
Main tujhme ek bhi

Khud pe haq mera
Tere hawale kar diya
Jism ka har ruaan
Tere hawale kar diya

Jo bhi hai sab mera
Tere hawale kar diya
Jism ka har ruaan
Tere hawale kar diya

Mainu chadeya
Ishq mein rang tera
Ikk ho gaya
Ang mera, ang tera

Loading comments...