episode 01: Ramzan ki amad, Roza hum or abr.e.rehmat Day 01 #episode #barish

1 year ago
1

Assalam o alaikum

To kese hain ap log.

Aj ka din or waqt pata nahi chala kyun k ek to roza or sath hi rab ki rhemat batish bhi ho gai. Jis ki waja se rozy ka maza dobala ho gaya. Or sath sath ilm.e.deen ka bhi agaz ho gaya. Or khas kar apne azizo ka bhi khyl rakhain.

Jis jis ko meri video pasand aai ho wo channel ko subscribe karain or video ko like karain.

Or ishi tarhan ky topic k hawaly se bat karne ky liye agar chahain to Instagram par dm karlain.

https://www.instagram.com/zainulabedin19

#barish #abrerhemat #episode #roza #ramzan #ramzanmubarak #ramzanspecial #

Loading comments...