DEKHA EK KHWAB - Kishore K, Lata M | Slowed & Reverbed

2 years ago
10

Thanks For Watching ❤️

Close Your Eyes Feel The Music;
Use Headphone 🎧 For Better Experience..

• Original Video :- https://youtu.be/7dO_MS9tZ5E

• Label :- Saregama India Ltd.

▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
Note :-

• This Video / Audio Is Only For Entertainment Purpose!!
All Rights To Their Respective Sweet Owners.
▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
👉Lyrics :-

Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue

Yeh gila hai aapki nigahon se
Phool bhi ho darmiyaan to faasle hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue

Meri saanson mein basi khushboo teri
Yeh tere pyaar ki hai jadugari
Teri aawaz hai havaaon mein
Pyar ka rang hai phizaaon
Dhadkanon mein tere geet hain mile hue
Kya kahun ke sharm se hain lub sile hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Phool bhi ho darmiyaan to faasle hue

Mera dil hai teri panaahon
Aa chhupa loon tujhe maein baahon mein
Teri tasveer hai nigaahon mein
Door tak roshni hai raahon mein
Kal agar na roshni ke kaafile hue
Pyar ke hazaar deep hain jale hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue
Yeh gila hai aapki nigahon se
Phool bhi ho darmiyaan to faasle hue
Dekha ek khwaab to yeh silsile hue
Door tak nigahon mein hain gul khile hue.

▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬
• Disclaimer -

Video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

Loading comments...